Hum Aankk say Dekhthey hein. Hum numba aank kunn say lendhu.aale, dekhthey heinparkkoram
We see with our eyes.
We see with our eyes.
say from
Myn RS.Puram say aathaa hoon
I come from RSpuram.
I see the flower by my eyes.
Myn us phool ko aanksay dekhtha hoon.
Naan en kannaale andha poovai parkkirean.
Mujsay wo dhus saal bada hai.
Ennaivida avan 10 vayasu kooda.
He is 10 years older than myself
Say= from,by, with, than
Hum aankh saydekhthey hein.
Moonh say bolthey hein,
Kaan say sunthey hein.
Moon say khaathey hein,
taang say chalthey hein.
Naak say saans lethey hein,
Subha utna achcha hai.
Class mayn sona achcha naheen hai.
subah tanda paani say snaan karo.
Yeh kaam abhi suroo karo.
Jaldi jaldi karo.
Dheereh dheereh udher chalo
haath moonh dhoh loa.
yeh abhi muth khawo
ghar mayn kithney loak hein?
Thumhara ghar kay peechay kya hai?
thumhara ghar kay saamneh kya hai?
Aagey aagey chalo.peechay peechay muth dekho.
Meray peechay kyoon aathey Ho?
Kown thumhare peechay aayega?
Myn mera kuththey kay peechay jaa raha hoon
Aaankh acchi thara kholo owr moon bandh karo.
thum sub kuch seekh sakthey ho.
Bolo bolo kuch tho bolo,
suno zyadha owr bolna suroo karo.
Thum Hindi kithnaa thuk padey ho?
Thoo aaj shaam ko kya karegaa?
Kyoon, kya baath hai.
Hum loak cinema jaanaywalwh hein.
thum bhee aathey ho kya?
Naheen, mujeh kuch khaas kaam hai.
Phir kabhi aawoonga.
Thum wahan tahero. myn abhi aatha hoon.
Kub thuk myn yahan wait karoon?
owr yak aadha gantaa time.
Thoo kabhi thuk naheen aaya?
ghar mayn koyee mehmaan aayeh they.
Thum wahan kabhi pahooncha?
theen bajeh.
thum kabhi lowt aawogeh?
Kal subah dhus bajeh.
Us kay baadh kya karogeh?
usko miloonga. kahan? Jai Hind theatre kay pass.
Is haftah thum kya karega?
Gaanv jawoonga nana naani ko dekhney kay liyeh.
Myn khaana khaaya.Thum abhi khaathey ho.Wo abhi khaatha hai.
Wo kal khaana khaayegi.
Myn kal Chennai Gaya.Abhi myn Cbe.mayn hoon.Kal myn Mumbai jaawoonga.
wo kal mera ghar aayaa thaa. Myn kal uska ghar gaya thaa.
wo kal mera ghar aayega.
Wo kiskay saath aayega?
maaloon naheen.
thumheh Hindi maalloom hai kya?
thoda thoda
maa,mujeh kuch khaanay kay liyeh dhe do.
Abhi kuch bhi naheen hai.Dho biscuit khaaloh.
Kuch bhi chalega. yeh loh ,lay loah.
yahan kuch bhee naheen hai.
Maaf karna, myn bhool gayee.
Krishna nay sub khaa liya.
Saamney wale dukan say lay aanaa.
Paise dho maa,
yeh loh bees rupya.
Myn Biscuit khareedha.
baakee paisa kitha hai?
Paanch rupyeh hein.
Achcha wo thum rakk loh.
Wo dhukaan wala kya kya bechthaa hai?
Puraneh kithaab bhee bechthaa hai.
yeh jaga bahuth Sundhar hai.
thum jaisa soach thay ho waisa hee hoga.
Wuskay paass kayee kithabeh hein.
Mandhir kaa paas jaroor milna.
Wahan peda miltha hai kya?
Kyoon naheen.
Kal school gaya thaa.
Aaj naheen jaawoonga.
Kyoon? kal chutti hai.
Kal ithwaar hai.